Hair Straihtening naturally at homel How to do hair straightening at home naturallyl
Hair straightening at home
Agar aap bhi Hai Straightening karana chahte hain par iske side effects ke karan apna man maar kar bethe hain to aaj hum apko batane ja rahe hain "Know how hair straightening naturally at home is possible"
Ye kahna galat nahi hoga ki hamara Hair Style hamari personality ko nikharne mein bahut aham role nibhate hain.
Isiliye sabhi apne hair styles ke sath naye naye experiments karte rahte hain.
Aaj kal Straightening Of Hair Ya Hair Smoothening ka chalan bahut adhik badh bhi gaya hai.
But kya aap jante hain ki Hair
straightening mein use kiye jane wale chemicals jaise ki- methylene glycol, formalin, methanal,andmethanediol' etc hamare balon ko jaane anjane
damage kar jate hain.
Is baat ki jankari na hone ke karan log kai baar is treatment ko karate jate hain.
But lambe samay tak balon par in chemicals ka use hamare hair ko kai tarah se damage kar sakte hain jinme se kuch is prakaar hain :
Hair straightening at home:
Is hair pack ke liye apko 2 cheezon ki zarurat hogi jo apko bahut hi asani se mil jayengein:
1)Aloe Vera
2)Neem Oil
Aloe Vera gel ke skin aur hair ke liye bahut saare benefits hote hain.
Agar aloe vera gel ko hair par apply karte hain to apko kai fayde dekhne ko milengein jaise ki:
Neem oil ke hair ke liye bahut se benefits hote hain.
Purane samay se hi hair growth ke liye iska use kiya jata raha hai.
Other benefits of Neem oil for hair:
Hair straightening at home
Ye kahna galat nahi hoga ki hamara Hair Style hamari personality ko
Hair Straightening Naturally At Home |
But kya aap jante hain ki Hair
straightening mein use kiye jane wale chemicals jaise ki- methylene glycol, formalin, methanal,andmethanediol' etc hamare balon ko jaane anjane
damage kar jate hain.
Is baat ki jankari na hone ke karan log kai baar is treatment ko karate jate hain.
But lambe samay tak balon par in chemicals ka use hamare hair ko kai tarah se damage kar sakte hain jinme se kuch is prakaar hain :
- Hair Fall / balon ka jhadna
- Dryness Of Hair / balon ka rookhapan
- Split Ends / domuhe baal
- Thinning of Hair/ balon ka patla hona
- Natural Texture is destroyed / balon ka swabhavik banavat ka badal jana
बालों के असमय सफ़ेद होने के कारण और बचाव | Premature Grey Hair:Causes &Treatment
INGRIDIENTS FOR NATURAL HAIR PACK FOR HAIR STRAIGHTENING AT HOME IN HINDI:
To chaliye aaj hum apko ek bahut hi asani se ghar par natural ingredients se bane hair pack ke bare mein batate hain.
Is natural hair pack se aap bina kisi nuksan ya side effects ke ghar par hi apne hair ko smooth aur straight kar payengein.
Is natural hair pack se aap bina kisi nuksan ya side effects ke ghar par hi apne hair ko smooth aur straight kar payengein.
Hair straightening at home:
1)Aloe Vera
2)Neem Oil
Ingredients for Hair Straightening Naturally At Home |
- Sabse pehle ek saaf bowl mein Aloe vera gel le lijiye (Aap chahe to market mein milne wale gel ka bhi use kar sakte hain.)
- Par agar apke garden mein fresh Aloe vera ka plant laga hai to uska hi use karein, kyunki ye bilkul pure hoga bina kisi chemical ke.
Note:Agar aap fresh aloe vera gel ka use kar rahi hain to aloevera ki leaf ko katne ke baad kuch der ke liye khada karke rakh dein.Aisa karne se isme mauzod kuch allergic components bahar nikal jayengein.
- Aloe vera ki leaf lekar usme se gel nikal le aur kisi spoon ki madad se acche se mash kar lein.
. - Ab isme Neem Oil ko mila lein.
- Ab dono ko acche se mix kar lein.
- Is neem oil and aloe vera hair pack ko sabse pehle apne hair roots aur scalp par acche se lagayein.
- Phir is natural hair pack ko apne saare balon mein acche se aaply karein.
- Dhyan rakhe ki balon ke sire ya ends zada dry,frizzy aur Split hote hain.
- Isliye hair ends par zada matra ya quantity mein hair pack ko apply karein.
- Is Natural hair pack ko kam se kam 25-30 minute apne balon mein laga rahne dein .
- 25-30minute baad kisi mild herbal shampoo se hair ko wash kar lein.
BENEFITS OF INGREDIENTS OF NATURAL HAIR PACK FOR HAIR STRAIGHTENING AT HOME IN HINDI:
Is hair pack mein use kiye gaye dono cheezein natural hain.
Aur ye hamare balo aur skin ke liye bahut hi fayde mand bhi hain.
Aur ye hamare balo aur skin ke liye bahut hi fayde mand bhi hain.
Chaliye dono ingredients ke kuch main benefits for hair ke baare mein jaan lete hain.
BENEFITS OF ALOE VERA FOR HAIR In Hindi:
Aloe Vera gel ke skin aur hair ke liye bahut saare benefits hote hain.
Agar aloe vera gel ko hair par apply karte hain to apko kai fayde dekhne ko milengein jaise ki:
- Imparts strength to hair roots / balon ki jadon ko majboot banata hai
- Promotes hair growth /balon ke badhne men madad karta hai
- Hydrates and condition hair/balon ki nami banye rakhta hai
- Brings luster to hair/balon ko chamkdaar banata hai.
BENEFITS OF NEEM OIL FOR HAIR In Hindi:
Neem oil ke hair ke liye bahut se benefits hote hain.
Purane samay se hi hair growth ke liye iska use kiya jata raha hai.
Other benefits of Neem oil for hair:
- Promotes hair growth / Balon ko lamba karne ke liye madadgaar
- Removes split ends/ do muhe balon ko teek karta hai
- Improves hair texture/ balon ki banavat ko sudharta hai
- Good for Scalp health / sir ki twacha ki dekh bhaal karta hai
- Fights against thinning of hair due to pollution-pradoshan ke karn balon ke patle hone ki samsya se nizat dilata hai
- Treats frizzy hair/ rukhe aur bejaan balon ko sahi karta hai
- Helps in maintaining strong, lusturous, shiny hair / balon ko kala,majboot aur chamakdaar banata hai
Is hair pack ko aap week mein 2 baar bhi use kar saktein hain.
Apko first time se apne hair mein changes dikhne start ho jayengein.
Famous hair expert Jawed Habib tak is natural hair pack ka support kartein hain for hair straightening naturally at home.
Aap bhi jaroor try karein ye neem oil and aloe veta gel se bana hair pack for "hair straightening naturally at home" aur hame comment karke apne experience jarur share karein ....

Oh my goodness! an incredible article dude. Thanks Nonetheless I’m experiencing difficulty with ur rss . Don’t know why Unable to subscribe to it. Is there anyone getting an identical rss problem? Anybody who knows kindly respond. Thnkx see pictures
ReplyDeleteI was very impressed by this post, this site has always been pleasant news Thank you very much for such an interesting post, and I meet them more often then I visited this site. travel straightening irons
ReplyDelete